Dream Poem by Nadia umber Lodhi

Dream

Rating: 5.0

āñkhoñ ko ik ḳhvāb dikhāyā jā saktā hai
qissa yūsuf kā dohrāyā jā saktā hai
saarī duniyā ko Thukrāyā jā saktā hai
husn-o-ishq duā se paayā jā saktā hai
jo mujh meñ ho zuleḳhā tujh meñ yūsuf koī
umroñ kā sarmāya laayā jā saktā hai
us ko kahnā mirī āñkhoñ ke kaase meñ
diid kā ik sikka to dikhāyā jā saktā hai
nādāñ itnā mat samjho tum dil ko 'amabar'
kab yādoñ se ise bahlāyā

Sunday, July 15, 2018
Topic(s) of this poem: dream
COMMENTS OF THE POEM
Sitara Bano 29 October 2018

کب یادوں سے بہلایا جا سکتا ہے

0 0 Reply
Rajnish Manga 28 October 2018

us ko kahnā mirī āñkhoñ ke kaase meñ diid kā ik sikka to dikhāyā jā saktā hai... //.... Ek khubsurat ghazal jismein ahsaas ke naye dareeche dikhai dete hain.

2 0 Reply
Nadia Umber Lodhi 29 October 2018

Thank you very much 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

0 0
Ahmad Ali 04 October 2018

Nice and beautiful and fabulous

3 0 Reply
Mujaheddin Ahmad 15 July 2018

Dreams are beautiful but reality is bitter

5 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success