Gajab Kaa Mazaak Karte Ho (Hindi) Poem by Bijay Kant Dubey

Gajab Kaa Mazaak Karte Ho (Hindi)

Gajab kaa mazaak karte ho,
Gajab kaa
Mazaak,
Hansi to uda liyaa karo
Lekin kisi ko bewajah
Bewakoof jo banaana nahi,
Yahi jo hansi-dillagi raha jaayigi
Aur jo jaayegi jo nahi kuccha,
Kabhi-kabhi hansa to lenaa,
Muskura to lena,
Muskuraaye jo nahi ho tum
Bahut dino she,
Muskurana bhula to nahi jaana,
Kahan jo gayi
Tumhari jo wo hansi,
Kabh-kabhi dila khola hansa to lena!

Friday, April 12, 2024
Topic(s) of this poem: hindi
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success