Home Poem by Nadia umber Lodhi

Home

Rating: 4.1

Wo ghar tinkon se banvāyā gayā hai
vahāñ har ḳhvāb dafnāyā gayā hai
mirī ulfat ko kyā samjhegā
sabaq nafrat kā dohrāyā gayā hai
mire andar kā chehra muḳhtalif hai
badan pe aur kuchh paayā gayā hai
huī hai zindagī uftād aise
havas meñ har mazā paayā gayā hai
kahī aisī hai 'amabar' us kī har baat
shikasta-dil ko taḌpāyā gayā

Home
Sunday, July 15, 2018
Topic(s) of this poem: home
COMMENTS OF THE POEM
Shazia shah 15 July 2018

simplicity and effection

10 0 Reply
Qasim sohail 16 July 2018

Nice feelings of an eastern woman

8 0 Reply
Rajnish Manga 18 June 2019

Absolutely beautiful- A Ghazal which reflects the reality of our society or its hypocrisy. Thanks for sharing. mire andar kā chehra muḳhtalif hai badan pe aur kuchh paayā gayā hai

0 0 Reply
Nadia Umber Lodhi 04 April 2020

آپ کے ان کمنٹس کے لیے ممنون ہوں

0 0
Sitara Bano 29 October 2018

واہ وہ گھر تنکوں سے بنوایا گیا ہے

0 0 Reply
Sitara Bano 29 October 2018

واہ وہ گھر تنکوں سے بنوایا گیا ہے

0 0 Reply
Sitara Bano 03 October 2018

بہت ہی اچھی غزل ہے منفرد انداز ہے

1 0 Reply
Akhtar Jawad 24 August 2018

A touching poem but گری ہے جس پہ کل بجلی وہ میرا أشیاں کیوں ہو

5 0 Reply
Nadia Umber Lodhi 13 September 2018

👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍

0 0
Nadia Umber Lodhi 13 September 2018

👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success