Incense Poem by EU STRESS

Incense



An incense – illumined,
Kissed flame into another,
Kindling an enduring chemistry
Of mutual warmth,
Emitting a fragrance
That lingered even beyond
Invisible, yet ubiquitous.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Inspired by the following song from the movie - Socha na tha:

Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayenge socha na tha
Ek chaahat ka pal, sab sawaalon ka hal
Yun paayenge socha na tha.

Aankhein jo ab meri aankhon mein hain
Dhoond raha tha kayi saalon se
Kitni milti hain aankhein yeh
Khwabon se mere khayaalon se
Ke haqeeqat mein hum, sapno ko sanam
Yun paayenge socha na tha.

Kabhi tanha baithe baithe yuhi
Pal mein hi main gum ho jaati thi
Main bhi kahaan main rehti thi
Aksar main tum ho jaati thi
Yeh ajab si khataa, aur iski sazaa
Yun paayenge socha na tha.

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success