Insaan Poem by kartik kocher

Insaan

Rating: 5.0

khuda ne to bs banaya tha insaan
Fir Hum ne kyu bna diya Hindu Muslmaan
kon jane kitnaaa sach h tere naaam me khuda
lagta h aj khuda ka libaz pahanker aa gya Shaitaan
khuda ne to bs banaya tha sirf insaan


kahte h vahi Rahim aur aur vahi Raam h
to kyu fir ek jahan me tere itne naaam h
na aata koi Shalok Geeta ka mje, aur na aati kuraan
insaniyat h mera mjhab aur vahi mera Bhagwan
khuda ne to bs banaya tha sirf insaan


agr jo h tu kahi, dekh duniya me kya ho rha h
koi mre shahadat k naam se to koi tere naam se ro rha h
lgta h jaise sach se jada jhhooth ho gya balwann
khuda ne to bnaya tha bs ek insaan
Fir Hum ne kyu bna diya Hindu Muslmaan

k 4 k@Rt! k

Thursday, July 14, 2016
Topic(s) of this poem: independence
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success