Kabhi Sochata Hun (Hindi) Poem by Bijay Kant Dubey

Kabhi Sochata Hun (Hindi)

Kabhi sochata hun
Apano se mujhe kya milaa,
Parayon se kya,
Kaun kya,
Kya kucch kisaka,
Kabhi-kabhi sochata hun
Apano nei mujhe kya diya,
Mainei kya paaya,
Kya apanei parayei ho shakatein hain,
Parayei apanei?

READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success