uljhe hain sawal mein
kami kya thi meri kitab mein
uljhe hain sawal mein
kami kya thi meri kitab mein
jal jate to kaam to aati
lut jate to inaam to aati
har dhadhkan mein basne ki tamana thi
ujadh gaye nashe ki dukaan pe
hota koi lekhak to bunta shabdhon ka maya zal
padhi hoti nazar kisi dukaan pe
uljhe hain sawal mein
kami kya thi meri kitab mein
kami kya thi meri kitab mein..............
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem