Kitana Accha Lagata Hai Gandhi Ki Murti Dekh! /How Benedictory Is It To See The Statue Of Gandhiji! Poem by Bijay Kant Dubey

Kitana Accha Lagata Hai Gandhi Ki Murti Dekh! /How Benedictory Is It To See The Statue Of Gandhiji!

Kitana accha lagata hi
Gandhiji ki murti dekhana
15 August ki purva sandhya pe!

Raat ka samay hai,
Chauraha shanta hai
Aur floodlight mei khada mein
Gandhi ke aamne-saamne
Unki jivant, sajiv-si purna murti ke samaksha.

Main dekh rah unko,
Dekh raha unko, unka chasma,
Buddha aadmi ka chasma,
Unke aachar-vicharon ko padhata,
Gandhivadi vichardhara aur adarshon mei
Aur Gandivaad mei.

Floodlight mei khada,
Dudh-dhuli lihgt mei,
Gandhi aur Gandhivad ka asvadan karta
15 August ki purva sadhya par
Itihaas se sikh leta huya.

How good is it
To see the statue of G|andhiji
On the eve of 15 August!

It is the night time,
The crossroads is lonely
And in the floolight I standing
Face-to-face with Gandhi
His life-size statue!

I seeing,
Seeing him, his specs,
The specs of the old man,
Reading his thoguths and ideas,
Getting schooled in Gandhi and Gandhism
And Gandhian Studies.

In the floodlight,
The milky light,
Having a tryst with Gandhi and Gandhism
On the eve of Independence Day,
Taking lessons in history.

N.B. Kitana Accha Lagata Hai Gandhi Ki Murti Dekhaa 15 August Ki Purva Sandhya Pe! /How Benedictory Is It To See The Statue of Gandhiji On The Eve of the 15th of August!

READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success