Love Tribal Poem by krishna pusham

Love Tribal

Rating: 4.0

karte toh hum unse bohot pyar
par wo jatana jante hai
unhone kabhi samjha he nahi hume
samajhte toh manana bhi jante,

manana nai aata toh samjhana jante
waise jada fark nahi hai humame or tumme
tum pyar jatana or hum pyar karna jante,

jalte wo hai or tadapte hum hai
agar unhe jalana aata hai
toh hum bujhana bhi jante,

kahte toh ki bohot pyar karte
par unhe kya pata jeetna unhe aata
par hum harana bhi jante,

darrte hai apni izzatt or rutbe se wo
karka pyar dikhte nahi
unhe kya pata humari izzat or rutbe ka
par hum pyar chupana nahi jante,

ada hai unki aisi ki log unke diwane hai
par hamari ada he kuch aisi ki
log hamari pahchan tak nai jante,

samay nahi hai unhe is pal ka
kyoki hum unse dur nahi
pass hone ki khushi toh pata hai
par hamari duriyo ka ehsaas nahi jante,

abhi toh khus hai kyoki hume unki chinta hai
par ek din pachtayenge wo
kyoki wo sath nibhana nahi jante.....

COMMENTS OF THE POEM
Krishna Pusham 25 January 2012

my think its a nice quote

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success