Mahobbatein Poem by Gaurav Mali

Mahobbatein



Log har mod par itna sambhalte kyu hain
Itna darte hain to fir ghar se nikalte kyu hain..
Main na jugnu hu na diya na koi tara
Roshniyo waale mere naam se itna jalte kyu hain...
Nind se mera taalluq hi nahi hain bharso se
Khwaab aake hr rooj aake mere chajje pe tahalte kyu hain....
Jawani ka mod hain khud ko smbhalne ke liye
Par Jawani main hi aake sb log fisalte kyu hain.....

Saturday, February 14, 2015
Topic(s) of this poem: love
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
its was written in to cheat in love..
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 1
Close
Error Success