Mai Panchi Uss Daal Ka Poem by Dev mishra

Mai Panchi Uss Daal Ka



mai ek panchi hu uss dall ka, jisper mera basera hai.....

uss daal per hoti meri raat, aur savera hai....

hai pankh mere fir bhi udne ko majboor hu.....
us dall k age jane per har jagah dikhta mujhe andhera hai.....

mai panchi hu uss dall ka jisper mera basera hai.....

ek aur daal per mere jaise hi kai panchi rahte hai.......
apne basere ko chodkr kbhi.ynha to kbhi wanha udte firte hai....

mai uss bhagwan se puchta hu ki unme mujhme kya fark hai.........

bhagwan ne utar diya, ki fark koi nhi hai parth bas tum
ghabrahat me anewale samay se ladne se.darte ho........


khud per bharosa rakho to har muskil assan haii.....
ye to vidhi ka vidhan hai ki
har dukh ki raat k baad, hota khusiyo ka savera hai.


mai panchi hu us daal ka jisper mera basera hai....
jis...usper hoti meri raat aur svera hai....

Saturday, August 8, 2015
Topic(s) of this poem: natural
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success