Maa Poem by Dev mishra

Maa



jo bhukhe pet rahkar apne bacho ka pet bharti hai.....

jo har dam apne bacho ko har sukh deti haii
bhale hi wo do tuk gamo k pyalo ko peeti hai

aisi wo devi k roop me MAA hoti hai....



bhool kr bhi usk dil ko dukhana nhi...
choti si baat ko lekar kabhi rulana nhi....


yaad rkho MAA bhagwan ki di hui wah anmol cheej hai
jis k samne duniya ki sabhi khusiyan bekar hai.....

jo dukho ko sahti hai, ansuao k pyalo ko peeti hai,
fir bhi usse apne bacho ki khusi k liye ye sab swikaar hai...


MAA ko pakar us k kadam choom loo......
us devi jaisi murat k darsh jhoom loo.


yaad rkho jis tarah din k baad raat hoti hai
usi tarah Har kaam ki shuruat MAA ashirwad se hoti hai




dedicated to my lovely mom

Saturday, August 8, 2015
Topic(s) of this poem: mother and child
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success