More Abt Dat Gal Poem by imnt alive

More Abt Dat Gal

hmmmmmmmmm kya kahen
jis baat ka fatur hai
usi baat ka to kasur hai
uljhi hai ya suljhi hai
ye ganth to abhi duur hai
kehte the vayast hain
jane kahan trast hain
apne ka gam hai
gairon ka marham hai
na jane kyu vo hum hai
keh b raha hu
chup b hu
bas issi baat mein to madham hai
khafa hai ya u rusva hain
hath mein bandhe anmol daghee se judha hai
kuch khamosh hain
kuch judha hain
intehahe intihan ki
duri mein bhula hai
muskarhat ki hansi mein
taroon ki nami mein
chaad ke noor mein
badal ke sakoon mein
galion ke chobaron mein
sadak par jati mutiaron mein
anjanne dhup mein
bemaine saroop mein
dil ki dhadhkan mein
sanso ki mehfil mein
guljar ke phool mein
sunne hue sarur mein
tanhaii ki sham mein
rusvai ki andaz mein
khojoge kaha
chaine sakoon mein
bolte ja rahe hain
bin bole garur mein
hansi ki dukaan mein
palkoo ki muskaan mein
kuch mil jaye agar isme se
to samaj liye is nanhi si jaan mein
sohni si muskaan mein
juthi si shaan mein
kya chippa hai
is shitan mein.......

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
imnt alive

imnt alive

jannat e hasin
Close
Error Success