Mout Or Maa Poem by FIZZA TANVIR

Mout Or Maa

</>SAMAJNAY KO HAI OR KHATIN PARIKHSHA
karnay ko hay or khatin parikhshah
zindagi ki talkiyon pe
ghabrate hua, dehaktey hua kohlon pe
je ulta hai mera, ghabrata hai, sochta hai
kash ho jati agar mout meri
ya ho jati mout is khof ki, zindagi ki talkiyon ki
phir yad a jati hai mujhay is pal ki
jab janam diya tha meri maa nay
pala tha apni aghoshe mohabbat mei
lay kar hazaron sapnay apnay zahan mei
zindagi ki in talkhyon se agar bhagna hi
tha to behtar hota mout kiaghosh mei
jeenay se phelay hi mar jata

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
FIZZA TANVIR

FIZZA TANVIR

rahim yar khan
Close
Error Success