Nathing About Anything Poem by Sumit Ojha

Nathing About Anything

Zindagi ke kisi modh par
Apne Dil ki baat ko



Kisi se keh na paoge
Tumhein hum yaad aayenge



'Is Duniya Main Apna Kya Hai.,
Kehnay Ko Sab Kuch Apna Hai,



Koi Aahat Nahin Rahin Sunsaan Hain,

Aarzoo K Nagar Saray Veeran Hai, ...
Kya Kahen Soch K Hum Bhi Hairan Hain, ...



Is Tarhan Kitnay Din Kis Tarhan Hum Jiye.
Raah Taktay Hain Janay Kis K Liey...



Door Tak Ab Koi Sang Saathi Nahin,

Koi Deepak Nahin Koi Vaadi Nahin,
Kya Karain Zindgi Yeh Bataati Nahin...



Gham Jo Itnay Zehar Hai Koi Kab Tak Piey
Raah Taktay Hai Hum Jaanay Kis K Liey...



Raat Dhalnay Lagi Bujh Gaye Hain Diey, ..
Raah Bhataktay Hain Hum Janay Kis K Liey...


Jaanay Kis K Liey...



Is Nagri K Kuch Logon Nay
Dard Ka Naam Dava Rakha Hai...



Gaanth Agar Lag Jaye Tu Phir Rishtay Ho Ya Doori
Lakh Karain Koshish Khulnay Main Waqt Tu Lagta Hai



Woh Nahi Suntay Hamari Kya Karain....
Mangtay Hain Hum Duaa Jin K Liey..

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success