Nazar Lag Gaie Poem by Ansa Hussain

Nazar Lag Gaie

Rkha tha sambhal k jissay dil k konay main,
usko
mujh ko
ab dunia ki nazar lag chuki,
jhuki palkoun se main tumsay mil bhi loun ager,
hamien ab dunia ki nazer lg gaie,
kroun ahsas tera
ya khoo doo tujhay,
kurbani daini ki lgta hai adat c hogie,
dekha Jo tumhien bap ki jga,
tum hi ho tum hi ko sanwarna hai, sansar hmara
mera ghusa, meri adat bdal to chuki mai
ab mazeed totnay ki umang baki na rahi
ho jie kuch bhi darmiyan hmaray
tum,
tumhari yadien sath rahin
krun kya,
kya na krun
rkha tha dehan tumhara bhi pholoun ki tarhan
kyoun smjhtay nhi mohlat k tkazay
abhi bhi shayad kuch imtehan baki hain
raha dastor kudrat ka
khoo ker Panay ka
daiti hun dua, khush raho sada

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success