Nazaro Ka Dhoka Hai? (Hindi) Poem by swaroop choppalli

Nazaro Ka Dhoka Hai? (Hindi)

Rating: 4.0


Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho
Dil ke ye tammanna the jo dil main rah gaye,
Tumhare aane per ye dillaggi ban gaye,
Tumhare jane ke baad sirf dil ki lagi ban gaye,

Jeeraha hoo jab tak yehi duva karta hoo,
Tum salamat raho tahe dil se shukriyada karta hoo,
Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho

Zhakam to sirf tumhari nazaro ka dhoka hai,
Daard to aaj bhe Unn zakhamo se gehara hai,
Kal tak jo haase chalak rahi the aaj vahi aasuoo ka pehara hai
Kesi jammane main dil ki tasveer the tum,
Usee jamane main meri ache takdeer the tum,
Kya kahe aaj to yee dil bhe tuta huva hai,
eyse lagta hai ki aaj to rubh bhe rootha huva hai.
Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho
Aab to aadat hogaye hai hume zhakamo ki,
Daard ka pata nahi chalta hume aaj bhe,
Tum bach ke rahana iss rusvaye se,
bas faryad kartahu lahu ki bharpayee se.
Kya ye meri nazaro ka dhoka hai ki tum jo kareeb ho
Jara meri paas to aavo kuan itne magroor khadi ho

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success