aaj samna hua rustame dil se
badle hue chehron ke sath
dil alag tha dhadkan alag thi
aankhe dhunde jo purane chehre
dil bhi tadpa dhadkan bhi tadpi
tadpi vo yaadien, vo baarsatein nami si
laga kuch aisa ke life meri hai short
to khushian baantein chalu
par naarazgi logon ko aksar ho jati hai
palak jhapakte hallat badal jate hain
kahin zameen to kahin aasman badal jate hain
kabhakhat dil dimag ki nai sunta
iichaon ka pahadh ye kyu nai rukta
falsfa ek zindagi ka ban na jau
jane ke baad jane kis kis ko yaad aau
mehsus hota hai
jana kahin dur padhega
manjilen nazar nai aati
halat samaj nai aate kabhi
ye jo hota hai kyu hota hai
kya chahta hai uppar baitha
samaj nai aata...........
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem