Suno Jaanu Poem by Imdad Islam

Suno Jaanu

Suno Jaanu
Jab vi tumhari yaad ati hai
Hum tanhayi may sisak ke ro lete hain
Tumhari bahon may fanah hone ke liye betab ho jate hai...

Suno Jaanu
Jab tumhe geron ke baho may dekhte hai
Taab khud ko mita deneko ji chahte hai
Har ek sitam sehlenge tumhari
Dil jo de baithe hai tumhe...

Suno Jaanu
Tumhari bager ab kisi cheg pe maan nahi lagta
Ankhe band ho ya khuli
Sirf tum hi tum nazar ati ho...

Suno Jaanu
Jis jagah pe kobhi dil raha karte the
Ab waha pe dard ke siba kuch nahi hai
Tadap tadap ke bikhar jate hai
Fir vi tumse aans laga baithe hai...

Suno Jaanu
Kobhi to aake dekho iss dewane ka haal
Saga-e-muhabbat kis tarha sehte hai
Ek pal vi aisa nahi gujarta
Jab tum yaad nahi ati...
Suno Jaanu
Ab aa vi jaw na
Aur kitna tarpayogi
Ab saha nahi jata a dard
Jo tumne dia hai...

Sunday, April 6, 2014
Topic(s) of this poem: Love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success