Suthraa Mahol Poem by Gulzar Hussain

Suthraa Mahol

Sunta jaa sunata Jaa,
Podde chaar lagata jaa.


Dhuwan dhuhol phalai hai,
Oxygen Gatai hai.


Aisi chaal gataata jaa,
Podde chaar lagata jaa.

B.P ne hai tum ko ghara,
Peat mein hai gass ka phara.


Sab ko yah sunaata jaa,
Aloevera Lagata jaa.

Tum ne shuron ki kataayi,
Mosam mein tabdeeli aayi.



Naayi soch banata jaa,
Podde chaar lagaata jaa.


Yah Ranjoor bachane ko,
Aur Ranjoor bataata jaa

Friday, April 14, 2017
Topic(s) of this poem: natural
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
copyright (don't copy) .
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success