Aae Wattan tu pyaara hai,
Sab ki ankh ka Tara hai.
Usko peh nikle dam apna,
Itna toh faraz humara hai.
Sham Dhale ko chand hai,
Subha hone ko Tara hai.
Daryaon me Raag suhane,
Sabza Zaar Nayara hai.
Ab Barish barse garma mein,
Mosami siyasat ka mara hai.
Ranjoor Jane kya koi,
Kis ke dil ka duhlara hai.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Nice