Tu Mujhe Na Bata -Hindi (Don'D Dare To Tell Me) Poem by Tara Chettur

Tu Mujhe Na Bata -Hindi (Don'D Dare To Tell Me)

Rating: 4.5

Tu mujhe na bata ki mein kya sochoon,
Tu mujhe na bata ki mein kya bolloon,
Tu mujhe na bata ki mera dharm kya hein,
Ki mein hindu hoon na musalmaan,
Sirf insaniyat ko dharm manti hoon,
Mere maathe ki bindi ko hindutav ka nishana mat bana
Mere aankhon mein kajal hein ya surma iss par bahas mat kara
Mujhe aadharmi kah le chae toh,
Par unhe mehngi padegi teri dosti,
Ki tu adhjal gagri hein aur naadaan.

COMMENTS OF THE POEM
Vinod Kumar 31 December 2008

Eak acha vichardhara meine eis kavitha me dhekha Dhanyavad, magar kisi sankalpik achuthand ke bine duniya kaisa gumegi, maf kejiyega pehachan ethna jaroori nahi hei magar mera eak mamuli shak ki hei mam sab, Dhanyavad, aur naya salgira ke shub kaamna,

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success