Ummid Poem by Swati Awasthi

Ummid

Rating: 3.5


Is Aasha roopi bagiya me mere sathi tm mt visrana,
Hmse Yadi galti hui ho kuch tm apna smj bhul jana,
Maine kuch aisa nhi kia mai sach sach tmse khti hu,
Fir b rhte tm maun sada mai kast hriday me sahti hu.
Ab ap maun kis karan h, na kbi bulane pr aate,
Tere bin pal pal beet gaye patjhar, garmi or barsate,
Tum Apna smj maf krna jo bhul chuk meri hogi,
Na vaid kbhi de skta hai jo vastu mangta hai rogi,
Yadi bhool gaye jo ap hme to vyarth hmara rhna hai,
Tm smjdar sathi mere aage tmse kya khna hai,
ummid lgaye baithi hu tujko pane ki aasha me,
mai ni baya kr paungi tera prem kisi paribhasha me,
tm bhle bhul mjko jao, Mai tmko bhool na paungi,
Sambhv hai yado k dukh me mai shokakul mr jaungi,
jab sans band hogi meri, tb bhi niklegi ye pukar,
Mai mrkr punah milu tmse,
Ye antim iksha bar bar......

Ummid
Thursday, October 1, 2015
Topic(s) of this poem: lonely,love and life
COMMENTS OF THE POEM
Abhishek Srivastava 01 October 2015

Ummid me to duniya kayam h mars planet me bni un pani ki lkiro se scientists ko ye ummed h ki yaha pani h aur is ummid ke sath ye ummid bn pdi h ki yaha jeevan sambhav h.......kahne ka ashray h ki ummid ke tutne ke dr se hm ummid krna chor de ye galt h......insan ko dhairya se kam lena chaiye.....

0 0 Reply
Swati Awasthi 09 October 2015

thanx abhishek g

0 0
Swati Awasthi 09 October 2015

thanx abhishek g

0 0
Swati Awasthi 01 October 2015

Ummid ek bht bda ahsas h jise hm ek dusre se rakhte hai, kisi ko apna lakshya pane ki to kisi ko apna pyar pane ki, kisi ki ummid tuti hai to kisi ki poori hoti hai.....kbi b kisi koi ummid ni rakhni chahiye! Qki Ummide jb tooti hai tb bht tklif hoti hai...

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success