ham likhate hai tum bhi likha karo
apne nitya kratyo ko KAVITA me buna karo
likho aisa ki ban jaye suro ke tarane
sun ke sara jaha ho jaye tumhare diwane
...
Lekhani
ham likhate hai tum bhi likha karo
apne nitya kratyo ko KAVITA me buna karo
likho aisa ki ban jaye suro ke tarane
sun ke sara jaha ho jaye tumhare diwane
diwano ki diwangi ko suro me piroya karo
kabhi tum apne karm par na roya karo
karm karo tum tumhe saflta mil jayegi
kahe PRADEEP tab tumhe yah lekhani yad aayegi
yad karke ise tum jara thahar jaoge
dhire-dhire tum apni manjil se aange nikal jaoge..........2