Rohit Ranjan

Rohit Ranjan Poems

1.

Aankhon me uski kitni gehrai h
Sadiyon bat ye khushiyan aayi h

Jee krta h doob jaun un aankhon me
...

Har bar mere khwab me aati h
Meri galtiyon pr mujhe sunati h
Fir bade pyar se gale lgati h
Hath tham kr samjhati h
...

Ye us samay ki hai bat
Saal tha wo 2008
Ek dusre se anjaan
Na thi koi jan pechan
...

Rohit Ranjan Biography

I m not worth to even write about myself.... I m here just to keep my feelings about the girl i love about my feeling my ups and downs Hope you guys will enjoy it)

The Best Poem Of Rohit Ranjan

Khaas

Aankhon me uski kitni gehrai h
Sadiyon bat ye khushiyan aayi h

Jee krta h doob jaun un aankhon me
Qaid kr lu khud uske dil k salakhon me

Wo palke uthaye to qayamat dhaye
Uske siwa kch aur nazar na aaye

Naak uski hai sund jaisi
Banjar zameen pr phool jaisi

Jb wo mujhe dekh kr muskuraye
Ye dil andar se bahar nikalne ko aaye

Hasi me uski kch bat hai
Khushiyon ki aayi jaise saugat hai

Jb wo mujhe dekh sharmati h
Naa jaane kitne bat keh jati h

Bahon me uske jo sukoon h
Yehi to mera junoon h

Jb dekha tha usse pehli bar
Dil bechara hogya tha lachar
Andar hone lgi thi hahakar
Kaise kru apne pyar ka izhar

Yun to uski har chal pe marta hun
Wo hai to meri aur usse khone se darta hu

Khayal me uske guzarti h raatein
Yad aati h uski har choti baatein

Ye bat nhi jazbat hai
Ho skta ye bakwas hai
Par ek bat ka vishwas h
Tu merelie khaas h

Rohit Ranjan Comments

Close
Error Success