Shams Abdal

Shams Abdal Poems

Ek khwaish hai jhalak mil jaye us chehre ki, ,
ke is deedaar ke baad koi tamanna na rahe...
...

Mujhe Na SaZa Do DiL lagane ki...
HaD Ho ChUki Ab Dil Ko JaLaNe Ki...
...

Jane kya
mujhse zamana chahta
hai..,
Dil mera tod k mujhe
...

Taj Mahal To Dard Ki Imarat Hai...
Niche Dafan Kisi Ki Mohabbat Hai...
...

Humari Har Ada Ka Aaina Aap Se Hai...
Humara Har Manzil Ka Rasta Aap Se Hai...
...

Ajnabi shaher ke ajnabi
raaste,
.
Meri tanhaiyo pe
...

HAPPY NEW YEAR
Receive my simple gift of LOVE
Wrapped with SINCERITY
Tied with CARE &
...

Har Raat EK NAAM Yad
Aata Hai...
.
Kabhi Subha Kabhi Sham
...

kbhi kareeb to kabhi
juda hai tu...
.
Jane kis-kis se khafa hai
...

Be Wajah Usne Jane Kyu Duri Kardi..,
Bichad Ke Mohabbat Hi Adhuri Kardi...
...

Teri CHAHAT Me Hum Zamana Bhul Gaye...
Kisi Aur Ko APNANA Bhul Gaye...
...

Dastaane pyar mai aisa
kuch hone laga tha...
kal rat mai baitha tha
aur pani behne laga tha....
...

Like birds, let us,
leave behind what we don’t need to carry,
GRUDGES SADNESS PAIN FEAR and REGRETS.
Life is beautiful, Enjoy it.
...

Keep the smile,
leave the tear,
Think of joy,
forget the fear,
...

Dhadkano Ko Ginna Aasan Nahi Hota...
Jo Mango Wo Milna Aasan Nahi Hota...
...

7 tips to be happy in life-
-never be late!
-don't cheat!
-live simply!
...

wo jab sath rehti thi to

mujhse kehti thi
hum me kahi judai na
...

The Best Poem Of Shams Abdal

Ek Khwaish (Urdu Shayari)

Ek khwaish hai jhalak mil jaye us chehre ki, ,
ke is deedaar ke baad koi tamanna na rahe...

ek khwaish hai us dil tak pahunche sadayein,

ke do dilo ki dhadkano me koi doori na rahe...

ek khwaish hai rishta jood jaye us naam se, ,
ke phir juda rehne ki koi majboori na rahe...

ek khwaish hai wo pyar mile unse, ,

ke is dil ki koi aur arzoo na rahe...

ek khwaish hai wo haath tham le is tarah,
ke phir is dil ki koi kamjori na rahe...

ek khwaish hai ke laut aaye wo,
ke phir intezar ki koi wajah na rahe...

ek khwaish hai bhar jaye khushiyon se daaman,
ke kisi gham ki koi jagah na rahe...

ek khwaish hai sang chale wo umar bhar mere, ,
ke phir kisi aur ka aasra na rahe...

ek khwaish poori ho jaye her khwaish is dil ki, ,
ke phir khuda se koi iltezaa na rahe...

ek khwaish hai maut aa jaye unki baahon me, ,
ke phir zindagi se koi shikayat na rahe.

Shams Abdal Comments

Shams Abdal Popularity

Shams Abdal Popularity

Close
Error Success