souvik chakraborty

souvik chakraborty Poems

Zindegi ki ek pannah

Kuch nahin diya is jindagi ne mujhe sirf taqleef ke siba.
Har pal isne mujhko roka tadpya thukraya.
...

The Best Poem Of souvik chakraborty

Zindagi Ki Ek Pannah

Zindegi ki ek pannah

Kuch nahin diya is jindagi ne mujhe sirf taqleef ke siba.
Har pal isne mujhko roka tadpya thukraya.
kabhi bhi kiya nehin isne mujse wafa.
Ab tere paas aya hoon sari bandishe todke.
Kabhi Jana nahin tu mujhe bich rahome chodke.
Teri akhon main mujhe pyaar nazar ata hain.
Teri sath yeh jindagi bitayoon,
Bas yeh cahat hota hain.
Naa Jane kab tak yeh zindagi,
Mujhe yeh khushi degi?
Meri pyaar ki rahon main kab tak
Mere sath teri yeh haath rahegi?
Gam nahin sara zindagi bita dunga
Teri ashiqui ki taqleef sahete sahete.
Abto shayed adatsi ho gayi hain
Kambaqt dil ko taqleef main rahete rahete.

souvik chakraborty Comments

souvik chakraborty Popularity

souvik chakraborty Popularity

Close
Error Success