Raah Mein
Kyu har cheeze badal gayi hai is raah mein,
Pehle toh phool the ab kaatein kyu hai raah mein,
humne bhi sapne sajoye the pyaare se,
wo kyu ab lagte hai begaane se,
pyaar toh humne bhi bahaut kiya tha unse,
phir bhi ruksat kyu hai humse is raah mein,
Ishq itna dard det hoga socha na tha,
kabhi aazmaaya bhi toh nai tha is raah mein,
Kaanta tha mai mujhko phool bana diya,
ab mujhse kehto ki chubna chod dein