Tum kis saadhgi ki talaash mein ho yha dolate dekh shaadiya ki jaati hain
Usne yeh nahi kaha ke usey bhichadhna hain mujhse Bas dheere-dheere baatein Kam kardi —Wajid shaikh
Himmat kar, sabar kar bhikar kar bhi nikhar jaaega Yakeen kar, shukar kar, waqt hain yeh bhi guzar jaaega —Wajid shaikh
Khush rahne ka tarika ek yah bhi hain ke raah chalto par dhyaan na diya karo
Tumhare apne hi jalege tumse raaz apne, apne tak hi rakha karo
Jiska bachpann hi ghar ki ladaaiya dekh guzra ho woh ab dara sahma sa rahta hain toh zamaane ko malaal kyu
Khwaab hi se dil bahla liya haqeekat mein tum aane se rahe
Khamoshi ek awaaz hain jo rooh ko sunaai padhti hain
Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain — Wajid shaikh
Zindagi mein itne manzar dekh liye hain ke dil har choti si baat pe dara sa rehta hain — Wajid shaikh