Wajid Shaikh

Wajid Shaikh Poems

Phoolo ki tarah phir khilege hum
Saayad kabhi phir milege hum

Tere bgair agar koi zindagi mile
...

Ek shehar hain tera nigahon se dur kahin, jahan milti hain tu mujhe khawabon mein wahin.

- Away from my sight, there is a city of yours
Where I find you still, when I dream.
...

Yeh wahshat-e-hujum kab tak tujhe juda rakh paaega
Tu jo gaafil hain khud se gaafil kab tak rah paaega

Yeh gardish-e-waqt, ka tazkira kya khu Sabab tu
...

Yeh kisne kaha ke woh tujhe dil se chah raha hain
Woh kisi ko bhoolne ke liye tere pass aa raha hain
...

Wajid Shaikh Biography

Wajid Shaikh (Born 20 August) is an Indore based poet, is a multi-talented individual who has made a name for himself in the world of writing, poetry, and screenwriting. His soothing voice and valuable contributions to the industry have earned him a well-deserved reputation as a noted and eminent figure in his field. As an architect and structural engineer, Wajid has been able to bring an unique perspective to his work as a writer, and his creativity and innovation have been evident in all of his projects. Since 2016, he has been active as an independent writer, and his contributions to the industry have been both uncredited and credited. His famous poetry, 'Hoti rahegi mulakaatein tumse nigaaho se durr ho dil se nahi, ' has been widely recognized and appreciated, and his additional dialogues have added depth and meaning to the projects he has worked on.Wajid Shaikh's ability to work across different fields is truly impressive, and it speaks to his versatility and adaptability as a creative professional. His work on 'Hoti rahegi mulakaatein tumse' is a testament to his talent and dedication. His contributions have been invaluable, and he has helped to shape the direction of writing, poetry, and screenwriting in India. Wajid's achievements are a source of inspiration to many, and his talent and creativity are #wajidshaikh #sukoon #wajidshaikhpoetries)

The Best Poem Of Wajid Shaikh

Phoolo Ki Tarah

Phoolo ki tarah phir khilege hum
Saayad kabhi phir milege hum

Tere bgair agar koi zindagi mile
Aisi Zindagi bhala kya jienge hum

Wajid Shaikh Comments

Wajid Shaikh Quotes

Tum kis saadhgi ki talaash mein ho yha dolate dekh shaadiya ki jaati hain

Usne yeh nahi kaha ke usey bhichadhna hain mujhse Bas dheere-dheere baatein Kam kardi —Wajid shaikh

Himmat kar, sabar kar bhikar kar bhi nikhar jaaega Yakeen kar, shukar kar, waqt hain yeh bhi guzar jaaega —Wajid shaikh

Khush rahne ka tarika ek yah bhi hain ke raah chalto par dhyaan na diya karo

Tumhare apne hi jalege tumse raaz apne, apne tak hi rakha karo

Jiska bachpann hi ghar ki ladaaiya dekh guzra ho woh ab dara sahma sa rahta hain toh zamaane ko malaal kyu

Khwaab hi se dil bahla liya haqeekat mein tum aane se rahe

Khamoshi ek awaaz hain jo rooh ko sunaai padhti hain

Be-basi hain ek chuban si hain Khush hain par ek ghutan si hain — Wajid shaikh

Zindagi mein itne manzar dekh liye hain ke dil har choti si baat pe dara sa rehta hain — Wajid shaikh

Khwaab hi aasra hainab mulaaqaat ka Hui muddatt hum khwaabo mein bhi na mile — Wajid shaikh

Close
Error Success