pandey rishabh

pandey rishabh Poems

door kahi uss chhor par,
suraj doob raha hai.
iss or bhi kuchh,
pichhe chhut raha hai.
...

2.

vo halke se utar ke,
ganga me.
yaad bahane jate hai.
mai kinare betha ganga ke,
...

tum chand ho,
to kyun, mai raat nahi.
tum aag ho,
to kyun, main rakh nahi.
...

tumne diya hai pyar sabko,
jo chale jayenge ek din unko.
par vo betha tumahre intezar me.
bahot tadap raha tere pyar me.
...

angdaiya lete huye jab tum,
aankho se ye neend aazad karti ho.
nazdeek aake hole se,
kaan me kuchh baat kahti ho,
...

Halato ke aage jab sath na juban hoti hai,
Pahchan leti hai khamosi me har dard vo sirf maa hoti hai.
Ek thapki nind le aati hai,
Vo jab bhi lori gati hai,
...

9.

Har raat uska ghar,
Kisi mahal sa sajta,
Na jane kitne log aate,
Subah hote hi unme se kuchh log,
...

10.

vo tanha tanha rahta rahta tha,
kisi se kuchh na kahta tha.
log use bulaya karte the,
galli bhi de diya karte the,
...

andheri raat thi,
chand bhi chhup gaya tha,
dadi ma ki kahani ne bhi,
kuchh karvat li.
...

12.

log kahte hai,
tum itna chup kyu rahte ho,
kya bataye unko, dar hai,
jo hui kuchh bate,
...

vo jala rahe hai dharm ki dhooni,
me jala raha hu ghar ka chulha,
kisi pe rotiya sikti hai,
kisi pe rotiya pakti hai.
...

14.

Bachpan me,
hara hara dikhta tha.
aaj,
bhagva bhagva dihta hai.
...

Mere Pyar Ki Khabar,
tumhe bhi hai,
hame bhi hai.
aata hunar chhupane ka,
...

The Best Poem Of pandey rishabh

Naav Struggle Of Life

door kahi uss chhor par,
suraj doob raha hai.
iss or bhi kuchh,
pichhe chhut raha hai.
hamne bhi kaha fitrat badli hai,
abhi bhi manjil ka intejar hai.
ye dariya,
fir se bekarar hai.
hum bhi aaj teyyar hai.
tinka tinka jod ke,
jo naav banai hai,
use lahro ka intejar hai.

pandey rishabh Comments

Rajnish Manga 27 September 2017

Ek Nayi subah ka ahsaas hai Rishabh ki kavita. Ek Nayi khushbu ka aabhaas hai Rishab ki kavita. Unhein Hardik Shubh Kamnayen.

0 0 Reply

pandey rishabh Popularity

pandey rishabh Popularity

Close
Error Success