Aatank ke maar ka mara hai
abhineta desh ka pyara hai
sainik desh ko pyara hai
ha hum atank ka mara hai
huma apano sa jada paisa pyara ha
ha hum atank ka mara ha
fir bhi hum kasam khata ha
aur
apne kaam ka bad sab bhul jata ha
kyonki hume sirf hum hi pyara ha
haa hum atank ka mara ha
hariyali chhod tv se chipka ha
kyoki hume pyar se jada abhineta pyara ha
ha hum atank ka mara ha
huma sanik se jada abhineta pyara ha
ha hum atank ka mara hai
abhineta ke marne ki tarikh yad ha
desh ka sanik aaj bhi barbad ha
kyonki hume praan desh se pyara ha
tabhi to hum atank ka mara hai
thankyou
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
This is a wonderful satire on the present situation of the country. It is our hypocrisy that is at the root of everything ailing our country today.