Aur Mein Tanha Tha Poem by Ghayas Sayyed

Aur Mein Tanha Tha

Rating: 3.0

Wo khushiyo ko bakherta sb mn tanha tha.
Par uskay ghamo ka khreedar mn tnha tha.
Wo zulfen uski ghatayen pher deti thin.
Jb ghirta khudke tufaano mn kbi.mein sahil uska tanha tha.
Mene na rakhi thi parvaz uski shoqiyo ke sath..
laute kbi wo baam-e-falak se wo tau daaman mera tanha tha..
Ulajh kar reh gye manzar wqt ki kashti mn
deke sahil sb ko mn samandar mn tanha tha.
Ghyas kaarvan- ishq ka akhir lutkar hi abaad hua..
Mita di hasti apni...aur hone ko barbaad mn tanha tha..

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Its a Ghazal for Urdu lovers
COMMENTS OF THE POEM
Am 04 July 2022

Deeeppp Words

0 0 Reply
Sayyeda Insha Rani 24 June 2017

Very beautiful lines sir.

0 0 Reply
S.zaynab Kamoonpuri 24 February 2014

Wah shaandar ghazal refrains! Bohot acchi likhi tanhai pe. Nice to read u again. Keep writin.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 2
Ghayas Sayyed

Ghayas Sayyed

Sheikhpura Quadeem, Saharanpur
Close
Error Success