Chillam Poem by Nishant Pandey

Chillam

Jab duniya apne swartha me ghulli...
Us devo ke dev ki aankh khulli...
Dekh apne bcho ke dil me zulam...
Ek vardan diya jiska nam tha chillam...

Ae chillam tere lakho illam...
Bhul sare sitam...
Bhar le do kash ka dum...
Aur bol bam..bam bamm...

Mar ek puff tujhe usse milla degi...
Chillam ki chaukri tera rasta laga degi...
Dekhna tujhe tujhse milla degi...
Har ek kash pe jannat se mila degi...

Mal ragad...
Paper me bhar...
Filter se pakad...
Jara sanso me bhar...

Vardan diya us bhole shankar...
Duniya ka zeher gale me bhar kr...
Aghori ka roop dhar...
Lasho ke sath reh kr...

Sir pe jattta saaje re...
Hatho me damru baje h re...
Gale me sanpo ki mala saaaje re....
Hm bhole ki barat me nache...

Bolo bam bam bham...
Mittegi kashti...kashti se bhare gam..
Na dadu me maza... maza me wo rum...
Gaanje ki booti isme wo dummmmm...
Bolo bam...bamm..bamm bammmmm

- - - - - - - - - -JAI MAHAKAL- - - - - - - - - - -

By: -niks

Thursday, December 22, 2016
Topic(s) of this poem: drugs,weed
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Only for smokers
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success