Uska Haal Poem by Nishant Pandey

Uska Haal

Samjhtey samjhtey mere haalat...
Bit jayengey mahine ya dekhna ek saal....

Na samjh pya koi mgr uss kone me dbe dil ka haal

Sabko apni he thi pari...uski to dusro ko khush krne me bit gyi jivan ki ghadi..

Badla samay aur bdla ye waqt v...
Sab sanjh hote chal diye apne ghr ki gali...

Par is beghar ka kya...jo dhund ra tha apna ek ghr v...
Na kisi ne raah dikhai...na dikhai uski ek gali

Beghar thand me raha wo pra...
Magar mausam saver garam hotey he agye sab rone apne jindagi ka nakhra

Na pucha kisi ne..na diya kisi ne niwale ka apna ek v tukra...keh kr chale gye...
Bhai tu to aish se jera

Rota wo kaise..
na tha ek v kandha..
chal koi ni kal apna v hoga wasinda..
keh kr chal pra wo sone us raat ka jara aur thanda..

Kya kisi ne ghum kr pucha.. jayega tu kaha...
Kyuki dil me sabke me apni dunia thi...
Agr ghum kr maaan rakh detey v apne hone ka..
Sayad nind ajati..chain mil jata use wahi bekar thand me sone ka....

By: - niks

Uska Haal
Monday, December 12, 2016
Topic(s) of this poem: loneliness
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Ek ladke ki kahani....jo sabko khush rakhta tha...apne parivar dost aur apne pyar ko v..par is matlabi dunia mein kise kisi kya lena dena... Bs usi ke upar ye kavita..
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success