Dhoka Poem by Ishrat khan

Dhoka

Rating: 5.0


Usne mra haath pakda Par kabi maanga nhi
mre honth ko chooha Par mre tehzeeb ko kbi jaana nhi
Wo nazakat se ankho me dubta rha Par mre nazariye ko kbi pehchana nhi
Uski mohak baatein muje uski taraf kichne lagi thi
Wo sirf uska hawas tha jise me pyaar samaj baithi
Jb wo mre nazdik badne laga maine use tukraya
Yeh gunah h maine use bahut hardik se samjaya
Wo bichad gaya hamesha k liye dur hokar mujse
Meri tamanna thi milne ki dubara usse
Maine dil ko samjaya bhavishya talash rhi h tujko
Wo atiit h jo beet gaya Kyu doondti rhti ho usko
Wo kambakht bewafa muje dil se kbi nhi chaha
Usko sirf mujse sharirik sambandh krne ka tha irada
Maine shiddat se mohabbat ki par uska joota pyaar ne diya dhoka
Me krti rhi uski khoj par mre dil ne mujko toka
Usne jb rishta tod hi diya toh kyu rahu mai uske intezaar me
Are janab chehre par marne wale dil ki khoobsurati ko kya jaane!

Saturday, May 9, 2020
Topic(s) of this poem: betrayal
COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 09 May 2020

muhabbat se bhare dil mein kayi ahsas aate hain gile shikwe hazaron lab pe aa kar laut jaate hain bahut socha ke un se tark kar dein rabita lekin hamein sudh-budh nahin rahti woh jab bhi paas aate hain.... //.... Impromptu expression after reading your beautiful poem which reflects conflicting feelings of a loving heart which has suffered painful betraya. Thanks.

2 0 Reply
Me Poet Yeps Poet 09 May 2020

one has to pay a price take it or leave your WILL PLEASE PPME KOE READ

2 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success