Ek Aur Raat Guzar Gayi Poem by Ayan Ali Dar

Ek Aur Raat Guzar Gayi

Batun batun me phir Raat guzar Gayi
Kasmein waadun me phir Raat guzar Gayi,


Visal e yaar hu YU hurf na zayah ho
Rog e ishq mein phir Raat guzar Gayi,


Lehja to dekho kitni narmi hain ru ba ru mere
Daman paar paar hain aur Raat guzar gayi,


Shikan na mathe par na lab par fuga koei
Dard se muztarib hain bimaar aur Raat guzar Gayi,


Koei batlaye mujhe Zara ye rog hain shok hain
Dil par nahi koei darkaar aur Raat guzar Gayi,


Mere Malik mere mabood mujhpar nazre karam karna
'Ayan' Ki Tera Banda hain beparwa mere Malik Reham karna,


Hui na deed, na nikla mera chand
Dil e nadaan tere chakkar me hayaat guzar Gayi,
Ek aur Raat guzar Gayi...

Wednesday, March 22, 2017
Topic(s) of this poem: dark blue,dark side,darkness,forgotten love,horror,imagination,loneliness,love and life,night,nightmares
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success