Fikir Mere Poem by Yawar Amin

Fikir Mere

Rating: 5.0

Nazar se barkhast hii sahi

Adam-e-naaz se rukhawt hii sahi

Dard-e-raza maihshar haii

Kadr-o-keemat baihijab hi sahi

Nimaz ho raftaar se

Bar aaye na rang

Kamaal haii hijab mea

Darr aaye na sang

Gar jo roothae khuda

Mannaye sajjdae se hamm

Rooth jaye Mohabat-e-rang

Majaal kaha rukhsaar se namm

Nafrat ham se wafa ka kya

Guftar tere shaan wasl -e- haram

Na ho zikr ka naam mera

Na haii Shakur ka kaam tera

Bar layae mehboob fikir mera

Yawar nayi rehnuma sahvaira

Sunday, September 16, 2018
Topic(s) of this poem: longing
COMMENTS OF THE POEM
Jazib Kamalvi 16 September 2018

A refined poetic imagination, Yawar. You may like to read my poem, Love And Iust. Thank you.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Yawar Amin

Yawar Amin

Darigund Srigufwara
Close
Error Success