Jeene Ki Aas (Hindi) Poem by mahender Talwara

Jeene Ki Aas (Hindi)

Rating: 2.5

Diwani rahen, diwani manjilen,
Diwane honsle hain mere pas,
Kaise nahi chahunga mai?
Jeene ki aas.
Khula aasma hai samne,
Par(pankh) bi diye hain rab ne,
Khud pe hai yakin bepnah
Chahe dutkara hai mujhko sabne,
Darid(majbut) chtaan hai mere bahupas,
Kaise nahin chahunga mai?
Jeene ki aas.
Junoon sar chad kar bol rha hai,
Bandhe hue bandhan khol rha hai,
Ab to kadam ki aahat se hi
Rste ka roda dol rha hai,
Dikh rahi hai manjil khas,
Kaise nahi chahunga mai?
Jeene ki aas.
Kya hua gar koi sath nahi?
Ye to koi badi baat nahi,
Sahara to chahiye unko
Jinke chalne k halat nahi,
Sab kuchh to h mere pas,
Kaise nahi chahunga mai?
Jeene ki aas,
Jeene ki aas.

Wednesday, September 28, 2016
Topic(s) of this poem: poem
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
mahender Talwara

mahender Talwara

talwara khurd, teh. Ellenabad
Close
Error Success