Khamoshi Poem by Ahatisham Alam

Khamoshi

Kyu andhere ye ehsas dilate hain hme
Ki jaise kabhi savera na hoga
Kyu ye hakikat hmesha bnti hai
Ki jise apna mano wo mera na hoga
Kal jb hm na honge
To bhi hongi khushiyan yahaan
Hme dard dene walo ye dua hai
Sada abaad rahe tmhara jahaan

Tuesday, April 21, 2015
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success