Koi To Hota Hoga? ? ? (New Year Special) Poem by Harsh Shuklaa

Koi To Hota Hoga? ? ? (New Year Special)




Pending for approvel
#Verse....


Har hal mein sab apne pe jeete hain..
Apnon pe hi to sab mrte hain..
Nai jeeta koi dusron par
Sab to bas apne me hi rahte..

Ae mere dost maan le ye duniya begani hai..
Yahnan abdulla ki sadi mein apni hi manmani hai..
Koi nai jo inke dard samjhe...
Bas itni si jo aaj socha uski likhi kahani hai..

#Poem..


Koi to hota hoga? ?

Dekh raha un bachon ki kilkariyan jo ghunjti thi yana par..
Aaj suni padi hai wo sadak usi jagah par..
Bas ek antar hai..
2 nahi aaj 5 pandal kahde hain wahan par

Ho bhi kaise na akhir naya sal hai.
Kya fark padta unko ki
Un becharon ka kitna bura hal hai..

Wo kiase rehte isse unko koi frk nai padta
Unke kast ko kahan koi smjhta..
Sb ko to apni hi padi hoti hai..
Kisi ko kahan pta ki koi ese bhi hai rehta..

Naa diye jale na pet bhara..
Soye hain man ke bistar ko dhara..
Unke liye to hai ye aam din..
Bas yahi ki unke aaspas hai 5 pandal khara...

Naa marne ki sudh hai na jeene ki..
Naa khane ki naa peene ki..
Bas hai suudh itni si unko..
Aaj ka din bas paar krne ki..

Sochta hun jinke ghar me naa diye jale na pakwan bane..
Unka kya hal hota hoga.
Hai mtlbi ye duniya badi..
Koi kese ye sab dekh anjan ban sota hoga...

Kya koi nai jo inke halaton pe rota hoga..
Inke dukhon ko smjh dhota hoga..
Hai nai uumeed magar phir bhi hun puchta..
Is duniya me koi to esa hota hoga? ?


# Koi To Hota Hoga? ?

Koi To Hota Hoga? ? ? (New Year Special)
Monday, December 31, 2018
Topic(s) of this poem: darkness,social,social behaviour
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
to To all those who are suffering yet everyone closes their eyes
Dedication Reason Because they are all part of our society and its not their fault that they are so..

Bcz it is them only due to whom we are enjoying our life and its due their work that we are as we are..

So this new year.#########@

Its My tribute to them those who..
"Brings Light In Our Life, Keeping Darkness In Theirs"
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success