Maa Ki Jarurat #2 Poem by mithilesh yadav

Maa Ki Jarurat #2

Rating: 5.0

Maa baan key palneywali ko, kokh mein marta dekha humney.....
.......
.......
.......
ye meri kavita ki kuch panktiyan hain....
kuch saal pehaley likha tha....
kanya bhrun hatya ki khilafat mein......

phir aaj achanak maan mein ek sawal aaya....
baccha giraney wali kaun thi ek nari.....
baccha girwaney wali saas kaun thi ek nari.....
jisnney bacchey key baap ko janm diya wo kaun thi ek nari....
jissney bachha girya doctorni sahab bhi ek nari......
jitni nurse wahan thin sab nari.......

........? ? ? ? ? ? ? ? sawaal sawwal ji sawwaalllll ? ? ? ? ? ?

ek nari ka balatkaar hua.........
balatkari ko janm dene wali ek nari.....
jisney pidit nari ki beijjati ki uss police waley ki maa ek nari..
jiss samaj ney pidit nari ko pratrit kiya uski janni bhi nari.....

.......? ? ? ? ? ? ? ? sawaal sawaal iiiiii sawwwaaaallllll? ? ? ? ? ? ? ?

Sita ji ka tyag hua........
rawan ki maa ek nari....
raam ki maa bhi nari.....
jiss samaj key karan sita ji tyagi gyin uss samaj ki janni ek nari.

...........? ? ? ? ? ? ? ? sawaal sawaal iiiii sawalllllll? ? ? ? ? ? ? ?

drupdiji ka chir haran hua.........
duryodhan ki maa nari......
yudhistir ki maa ki nari......
jiss samaj mein ye hua uski janni bhi nari.........

.......? ? ? ? ? sawaal... sawaall ....iiii sawallllllll? ? ? ? ? ? ? ? ?

hey nari pujniye ho aap..... param pujniye.........
maa key roop mein, behan key roop mein sakha key roop mein...
param pujniye......


............... sawaal... sawaaalll ......iiiii.. sawaaallll..

Wednesday, March 9, 2016
Topic(s) of this poem: women
COMMENTS OF THE POEM
Abhilasha Bhatt 11 March 2016

Amazing.....speechless.......Wonderful.... :)

0 0 Reply
Mithilesh Yadav 16 May 2016

thanx

1 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success