Someone Who Was Everyone Poem by Maddy Saxena

Someone Who Was Everyone



He used to call me 'jack of all king of none',
Today he left me alone in this world with everyone.....


Mujhko sikhaya inhone har situation ko face karna,
Inse sikha maine kabhi kisi se nahi darna.....


Meri zindagi me the ye sabse khaas,
Din bhar rehta tha mai inke aas paas....


Whatever I had done in my life, everyone scolded me,
But for everything he always supported me.....


Jab bhi mai roya inhone mujhe hasaya,
Whenever I was in trouble inhone mujhe bachaya....


Bachpan me mai inke sath soya karta tha,
Inki anokhi pariyon ki kahana me khoya rehta tha....


Aam ke baag se leke patang udane tak,
Holi ke rang se leke patake chudane tak...
He was always like my backbone,


But ghar me baki sab k liye He was the Don....
Aaj inhone mujhe kar diya paraya,


Life me pehli baar inhone mujhe Rulaya....
Chhodke chale gaye mera sath... Aur mujhe hi nahi bataya......


I should not see his body was his last wish to my Daddy,
Kyunki wo kabhi nahi dekhna chahte the 1 rota hua Maddy.....


I am not going to forgive, you
These things are just pranks I beleive....


Agar jana hi tha to kyu bane itne khaas,
Aur ye apni yaadein kyu chhodke ja rahe ho mere paas.....

COMMENTS OF THE POEM
Vipins Puthooran 27 December 2011

Ye to ek sad poem he! ! ! ! You've written it nicely! ! !

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success