Stasis Poem by EU STRESS

Stasis



Like a single dropp of honeydew
Freezes midway
Between the hive and the lips,
My love froze
Midway between
My spiritual birth and stasis.

Inspired by:

'Benaam Sa Yeh Dard, Theher Kyon Nahin Jaata,
Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahin Jaata,
Sab Kuchh To Hai, Kya Dhundti Rehti Hai Nigahen,
Kya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyon Nahin Jaata,
Woh Ek Hi Chehra To, Nahi Saare Jahaan Mein,
Jo Dur Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahin Jaata,
Main Apni Hi Uljhi Hui Raahon Ka Tamaasha,
Jaate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahin Jaata,
Woh Naam Jo Barso Se, Na Chehra Na Badan Hai,
Woh Khwaab Agar Hai To Bikhar Kyon Nahin Jaata.'

[Album Name: Muntazir; Lyrics: Nida Fazli; Singer: Jagjit Singh]

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success