Tarif Poem by Chirag Bhatia

Tarif

Sochta hu unki tarif mai kuch likhajay..2
Us hasina ko kuch shabdo se panno me sameta Jay..

Dekha ne mai to sab ekjaisi he hai..2
Par adaye kuch khaas hai.
Nakhre thode zyada hai par pyara sa mizaz hai.
Pyaar se jab bolti hai to lagta hai Tansen ka cheda hua koi raag hai..2
Ladne pe ajaye to chilati behisab hai.
Pyari nazro se dekh kar jab muskarati hai,
Kasam se jaan lajati hai.

Aati hai samne to ek sukoon sa sathlati hai,
Kabhi kabhi to uska na hona dhadke badhati hai.
Kabhi jab kuch naya chaiye hota hai use..2
Na chahte hua be jabardasti gasit ke lajati hai Mujhe.

Chand taro ki mang nehi rehti uski..2
Sukoon se bath kar bas baat sunlo uski, usi me khush hojati hai.

Acha lagta hai jab sath hoti hai vo,
Mare adhure pan ko pura karjati hai.

Sunday, July 22, 2018
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success