Yaad Poem by shivam bhatt

Yaad

TUM BHUL GAYE MAGAR,
Humein tum yaad aaye,
Pyaasi inn aankhon mein,
Aansu jhalak aaye,
Raat gujri yaadon se,
Intezaar mein beete dein,
Neend bhi na aati,
Betaab ho jate hum jab,
Har ek se pucha karte,
Kaisa aalam unka?
Wo bhi inkaar kar dete,
"Nahi humein kuch maloom: ,
Tab na pucho, kya gujarti?
Iss dard-jigar par,
Khamosh reh kar,
Ghut ghut jate hum,
Kis besabri se intezar,
Nahi samjhe dared dil wo,
Janha raho aabad rakhe, khuda salamat se
Ye hi dua mangte hain hum….

Thursday, February 16, 2017
Topic(s) of this poem: life,missing
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success