Aansu Poem by shivam bhatt

Aansu

Rating: 5.0

Har dard ko samjahne k baad aate hain aansu
Har pyar mein khushi k niklte hain aansu
Jab knhi door hote hain to apno ki yaad aane se niklte hain aansu
Kisi ko khojane se niklte hain aansu
Akelapan hain aansu
Tanhai hain aansu
Wqt bhi hain aansu
Shishe ka tut kar bikhar jana bhi hain aansu
Jab bachpan mein shara ratein krte hain to maa k nikalte hain khushi k aansu
Jab bade hojate hain to vo khushi k aansu gum mein badal jate hain
Kisi apne k intezar krte krte nikal aate hain aansu
Duniyan ki nirdayta ko dekhkr nikalte hain aansu
Kisi k paas kuch nahi hota to lachari k nikalte hain aansu
Kisi k paas sab kuch hota hai magar sath main baantne wala nhi hota jab tab niklte hain aansu
Kisi k liye paani to kisi k liye moti hain paani k boonde hote hain aansu………….

Saturday, January 30, 2016
Topic(s) of this poem: life,tears
COMMENTS OF THE POEM
Abhilasha Bhatt 30 January 2016

A beautiful poem.....full of deep emotions...loved it....thank you for sharing :)

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success