! ! Yaaron Ka Desh! ! Poem by Sober Barik

! ! Yaaron Ka Desh! !

Rating: 2.7


Yaaron ki yaadein,
Mulakaaton ki baatein.
Wo milna us se ek parde me,
Qki hakikat thi haalaton ki haaton me! !
Main tha yaar us Desh ka,
Par pata na chala,
Mera yaar q ban betha raanjhar uss desh ka? ?
Main nahi jana desh k sath,
kya karun chunn li main yaar ka hath! !
Wo q bola chor de mere desh ka sath,
Mujhe chunna hai uska hath? ?
Ab riston me aitbaar tutta,
Aankein ab ashkon me badla! !
Hasti hai wo desh mere yaar pe,
Par bata nahi hai usse ki mera yaar hai yaar us desh ka.! !
Khuda ve ye v koi sittam hai,
Yaaron me ye kesa samjhota hai? ?
Jo paani me rang dalo to thik,
nahi to ye saada hai! !
Naa jaane q yaaron ko hi yaaron se sikhwa hai,
Hakikat ko sapno se nafrat hai,
Ristein tutte, awaaz v hota hai,
Par na koi mujhe samjha tha aur naa samjha hai! !

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 1
Sober Barik

Sober Barik

Patna, Bihar State INDIA
Close
Error Success