renu deepak

renu deepak Poems

TERI IK NIGAH KA HUA WO ASAR HAI
CHIRAGON ME JAISE ROSHNI LAUT AAYE

KI JAB JAB MAIN DEKHUN AAINE ME KHUD KO
...

WO ANSOO SE ROTE RAHE

GUM ME HUME BHI DUBOTE RAHE
...

WO PARINDA SHAZAR SE POOCHA KARTA HAI

KYUN TUM UDAS KHARE RAHTE HO!
...

4.

HRADAY KE SAMUNDAR ME
TOOFAN UTHE HAIN ANGINAT
LAHRON KE SHOR NE
GHERA HAI CHARON TARAF
...

The Best Poem Of renu deepak

Darpan

TERI IK NIGAH KA HUA WO ASAR HAI
CHIRAGON ME JAISE ROSHNI LAUT AAYE

KI JAB JAB MAIN DEKHUN AAINE ME KHUD KO
SOORAT TERI HI NAZAR MUJHE AAYE

DAMAN BAHRA THA JO MERE GUNAHON SE
TERI MAHERBANION SE BEDAAG HO JAAYE

ROSHAN TUJHSE JAHAN, MERA DIL BHI ROSHAN HUA
HAR DHADKAN MERI TERE GEET GAAYE

IS JAHAN ME HAI TOO AUR WAHAN BHI TOO
YE SAR TERE KADMON ME JHUKTA HI JAAYE

MANA HAI ANDHERA BAHUT MERE GHAR MAIN
MAGAR SAMNE TERI SHAMA JHILMILAYE

renu deepak Comments

renu deepak Popularity

renu deepak Popularity

Close
Error Success