Aryan Ayaas

Aryan Ayaas Poems

Door kahi tanhai me,
dil ki iss gahrai me,
Pal pal roye tujh me khoye,
Sanse ginte dard chupaye,
...

Main sayar to tha lekin itna badnaam na hota,
agar tum na hoti saath me tera naam na hota...
Log aksar mujhse poochte hai ki main kaun hu,
Kaise unko mai bataun ki mai tera hi to aks hu,
...

Mere andar ek alag hi duniya basti hai,
Jisme sirf dard hai tanhahi hai aur khamosi hai,
Tumse kya kahu mai ki aaj mai kya hu tumhare bina,
Bas sanse chalti hai roye bhi dolte hai,
...

Mat ho udas aie meri jaan ki mai tumhara hu,
Mat kar itna parwah ki ye jamana nahi kisi ka,
Hum to bas uss khuda ke pyade hai, nahi kuch hamara,
Bas tum ho aur main yahi ek sach baki sab fasana...
...

Mukaddar se tum aayi ho muddato ke baad,
Kaise tumhe batau ki iss dil me kya chupa hai raj,
Khwaisho ka ek zazira hai, mannato ke tapu pe,
tutate hue tare ko dekh ke bahut baar manga hai tujhe,
...

The Best Poem Of Aryan Ayaas

Door Kahi Tanhai Me...

Door kahi tanhai me,
dil ki iss gahrai me,
Pal pal roye tujh me khoye,
Sanse ginte dard chupaye,
Fir bhi tum paas na aaye,

Rah taqe nain mere,
Aah bhare in anko se,
Tujhse koi kah ke jaae,
Mujhse ek mulakat ho jaye,

Rok sako to rok lo,
Apne iss ashiq ki ruh ko,
Bahut bahut tum yaad karoge,
Door kahi tanhai me,
Dil ki iss gahrai me...

Aryan Ayaas Comments

Aryan Ayaas Quotes

No one can teach us best lessons other than our own life experiences.

Aryan Ayaas Popularity

Aryan Ayaas Popularity

Close
Error Success